Home
> Hindi Songs Lyrics, Hindi Video Songs > Kabir Vani Full Song Aamir Khan – Satyamev Jayate Free Download
Kabir Vani Full Song Aamir Khan – Satyamev Jayate Free Download
Song: Kabir Vani
Composer : Ram Sampath
Singer : Keerti Sagathia
Lyrics : Munna Dhiman
Lyrics of song – Kabir Vani
(doha-1)
Sab janme ek beej se
sabki mitti ek
man mein duvidha padh gayi
ho gaye roop anek
ho gaye roop anek
(doha-2)
Jo tu sachha baaniya
sab se ek sa bol
unch neech ko chod de
ek baraabar tol
ek baraabar tol
(doha-3)
Unche kul ke kaaran tu
duniya bhool raha
jab tan mitti ho jaayega
tab kul ka hoga kya
tab kul ka hoga kya
(doha-4)
Kehet kabeer na garv kar,
naa kisi ki hasee udaa
abhi teri bhi naiyya samudr mein
jaane kya ho jaaye
jaane kya ho jaaye
Comments (0)
Trackbacks (0)
Leave a comment
Trackback
